Urdu Poetry | Sad Ghazal | Jazbat k sath khelna | Muj se ghalti ho gya |
1.. Jazbat k sath khelna
Tom jinhay dill ma laiay phirty ho jazbo ki trah
Zarb_lafzi se bikhar jiay gay sheshoon kii trah
Os ne waday Jo kiay thy kabi kasmo ki trah
Dill py tahrer han hatho ki lakeroon ki trah
Ma keh azmat ma frishto se zayada hon magr
Chahta yeh hon Nazar aio fristo ki trah
Sans k sath gothy han rohon k libas
Hm b tahlel hoay jatay han lamhon ki trah
Yeh ghatiay yeh sehah rat, yeh Kajal yeh naseeb
In ma Koy b ni ha Teri zolfo ki trah
Koy darkan ya harart ya Koy anso ho
Yoon to pathr b nazr aty han jismo ki trah
Intzar oor Kise shoola_badan ka Akhtar
Meri ankhain mujy lagany lagiin chaloon ki trah
__________________________________
2..Muj se ghlti ho gya
Mary khawab se ojal os ka Chara ho gya ha
Ma asa chahata kab tha pr asa ho gya ha
Taluk ab yahan Kam ha mulakatian zayada
Hajom_shar ma har shaksh thahana ho gya ha
Jo bagy arzo tha ab woih ha dasht_wesht
Yeh dill kaya hony vala tha magr Kya ho gya ha
Ma samja tha seay gii agiay chak_e_janon ko
Magr yeh zakhm to phaly se ghara ho gya ha
Ma toj se sath b to Omar bahr ka Chahta tha
So ab toj se gilla b Omar Bhar ka ho gya ha
Tary anay se aya Konsa asa tagiar
Fakat tarak_e_marasim ka madava ho gya ha
Mera alim agr pochain to on se arz krna
K jasa ap farmatay thy wesa ho gya ha
Ma kaya tha or kaya hon or kaya hona ha moj ko
Mera hona to jasy aik tamasha ho gya ha
Yakenan ham ne apas ma Koy wada kaya tha
Magr es goftgo ko ak arsa ho gya ha
Yeh baichani hamesha se Meri fitrat ha laken
Baqadr_e_omar es ma Kuch azafa ho gya ha
___________________________________
3..Kise se Koy gila ni
Ab kise se Koy gilla he naih
Jis ko chaha tha wo Mila he naih
Yeh to sab khail ha nasebo ka
Apni qismat ma wo likha he naih
Aik musafir Jo ham sebichara ha
Bad os k to kafala he naih
Hijar pathr sa kar gya ham ko
Ab to ronay ka hosla he naih
Joram_ulfat ma ashaqo k laya
Zindgi se bari saza he naih
Pochaty han Jo on se yeh kah do
Ishq ki Koy intha he naih
Tary bin Ali asa lagay
Dill darakhny ka silsala he naih

Comments
Post a Comment