Urdu poetry | Advice Poetry | Sad Ghazal | Ya Hussain | Bachpan | Zahara_E_Naghah
Yazeed_e_waqt mitata ha jab nishan_e_hussain
To reag raz sonaty han dastan_e_hussain
Jo kholad dekhna chaiy wo karbla dakhay
Keh sijda ga_e_maliak ha asatan_e_hussain
Yazeediyat ki traf AJ b ravana ha
Lab_e_firarat roka tha Jo karvan_e_hussain
Ghalon se harf_e_hakikat ghlat na ho jaiy
Sad athiat, khabardar zakaran_e_hussain
Hamaiay rola k pass_e_bazam ham py hansatay han
Wo dasatan zan_e_ojrat, wo tajran_e_hussain
Saval yeh ha k q bad az wasal_e_nabi(SAW)
Dakhiay deta ha maktal ma khandan_e_hussain
To rookata ha shaheedo ka gham manany se
Esy ko dahal banaty thy katalan_e_hussain
Yazeed_e_waqt ki masnad larzany lag jiay
Koy kaneez b bolay agr zaban_e_hussain
Tary shakam ma agr SHAH ka anaj ni
To ak din sar_e_darbar dy azan_e_hussain
___________________________________
2..Bachpan
Hosh aya to wo bachpan ka zamana na Raha
Aah! Afsoos keh khoshu ka kahzana na Raha
Socha ab tom ko sunio ga wo Mazi apna
Pr Mary zahn ma ab Koy fasana na rha
Ham ne chaha tha keh ak teer nashany pe lagay
Os ki nazro ma magr apna nashana na Raha
Gham ki aghoosh ma rahata hon Kise allam ma
Q k mahboob se milny ka bahana na Raha
Asa nadim hon zamanay k guzarny py abi
Jasay sayad k han aik b Dana na rha
Kaya he dillkash tha larakpan ka gullistan yaro
Ab to Gulshan ma b bulbul tarana na rha
Zindgi ma to zamanay k havadis thy Ameen
Aik sanahiiya tha keh phir dill ka thakna na rha
___________________________________
3..Zahara_E_Naghah
Es rah guzar ma apna qadam b Juda Mila
Itni soobto ka hamy yeh sila mila
Aik wosat khail keh lafzo ma Ghar giay
Lahaja kabi Jo ham ko Karam ashana Mila
Taroon ko gardishian meliian zaroon ko tabishain
Aiy rah_e_noorod rah_e_janon toj ko kaya Mila
Ham se barhii musafat dasht_e_wafa keh ham
Khod he bathak gay Jo kabi rasata Mila

Comments
Post a Comment